• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zulm Chakkha Ya Be-Hisi Chakkhi

Zulm Chakkha Ya Be-Hisi Chakkhi

poet

zulm chakkha ya be-hisi chakkhi

kya kabhi tum ne bebasi chakkhi

maut milti rahi piyala bhar

ek hi ghunt zindagi chakkhi

chand jab shakh pe utar aaya

tab darakhton ne chandni chakkhi

rakh ke ungli zaban par us ki

aaj thodi si raushni chakkhi

shahd ka zaiqa to chakkha hai

kya kabhi aankh sharbati chakkhi

us ka lahja samaaton men ghula

jaise kanon ne shairi chakkhi

samne rakh ke chaae ki pyali

chuski chuski tiri kami chakkhi

aaj ankhon ne us ko dekha tha

aaj palkon ne phir nami chakkhi

chuum kar ik gulab ka chehra

titliyon ne bhi dilkashi chakkhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdurrahman-momin

Aaj Phir Us dil-Nashin Par Aa Gaya Hai

Zindagi Dekh Le Kuchh Der Tamasha Apna

Kisi Ke Hijr Mein Qurban Raat Karte Hue

firaq-gorakhpuri

Kisi Ka Yun To Hua Kaun Umr Bhar Phir Bhi

Kuchh Din Se uTh Rahi Hai Dil O Shahr-E-Jaan Se KHak

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet