• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zindagi Marg Ki Mohlat Hi Sahi

Zindagi Marg Ki Mohlat Hi Sahi

poet

zindagi marg ki mohlat hi sahi

bahr-e-vamanda iqamat hi sahi

dosti vaj.h-e-adavat hi sahi

dushmani bahr-e-rifaqat hi sahi

tuul dete ho adavat ko kyuun

muḳhtasar qissa-e-ulfat hi sahi

rakh kisi vaz.a se ehsan ki ḳhu

mujh ko azar se rahat hi sahi

aap ka bhi nahin chhuTta daman

mere dar pe miri shamat hi sahi

aqibat hashr ko aana ik din

ruuTh jaana tiri aadat hi sahi

kuchh bhi ai baḳht mayassar hai tujhe

ya tajassus se faraghat hi sahi

kucha-e-ghair men chal kar rahiye

gar nahin aish to hasrat hi sahi

yahi taqrib-e-sitam ho ai kaash

har tarah ghair se nafrat hi sahi

ab to uTh aa.e lahad se be-tab

na sahi chaal qayamat hi sahi

yadgari ki koi baat to ho

maut apni tiri ruḳhsat hi sahi

adl-o-insaf-e-qayamat ma.alum

ah-o-fariyad ki fursat hi sahi

ai ‘qalaq’ shukr-e-sitam be-ja kyuun

ah-o-fariyad ki fursat hi sahi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ada-jafarey

Gulon Ko Chhu Ke Shamim-E-dua Nahin Aai

Milega Dard to Darman Ki Aarzu Hogi

Kaise Kah Deta Koi Kirdar chhoTa paD Gaya

etibar-sajid

Kaise Kahin Ki Jaan Se Pyara Nahin Raha

Dil-E-Barham Ki KHatir Muddaa Kuchh Bhi Nahin Hota

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet