• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zulf Zanjir-E-Pa Hui Jab Se

Zulf Zanjir-E-Pa Hui Jab Se

poet

zulf zanjir-e-pa hui jab se

ham asir-e-ma.ash hain tab se

madrason ne bana diya naukar

umr saari ganva.i is Dhab se

peT ki aag kyon nahin bujhti

justuju kar rahe hain ham kab se

ham faqat maang kar hi jiite hain

kaash ghairat bhi maang len rab se

is ko daulat ne kya uThana hai

gir gaya jo haya ke markab se

ḳhatm-e-qur.an hai nekiyon ke liye

ham ko matlab nahin hai matlab se

shaiḳh-o-sufi uTha ke chang-o-rubab

dekh laḌne chale hain marhab se

tirgi men jala ke diip na.e

dushmani le rahe hain ham sab se

tum ujalon ki baat mat karna

tirgi shah ke saath hai ab se

chhoḌ ‘naqqash’ harf-e-sachcha.i

log ḳha.if hain tere maz.hab se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

miTa Kar Phir Banaya Ja Raha Hai

poet

Apni Aankhon Se Jo Wo Ojhal Hai

poet

Baghair Uske Ye Hairan Hain Baghal dekh Apni Khaali Hum

poet

Saf Baaton Mein To Kudurat Hai

Har Aankh Ka Hasil Duri Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet