• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zulf Teri Hui Kamand Mujhe

Zulf Teri Hui Kamand Mujhe

poet

zulf teri hui kamand mujhe

is men bandha hai band band mujhe

khaak seti sajan utha ke kiya

ishq tere ne sar-buland mujhe

tere gham suun hua huun divana

na kiya nafa koi pand mujhe

nahin jag biich aur ai dilbar

vasl bin tere sud-mand mujhe

main giraftar huun tire mukh par

jag men naiin aur kuchh pasand mujhe

‘faez’ is taur se hua hai malul

tuun jalata hai jiyun sipand mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hamara Ho Ke Bhi Kab Apne Bas Mein Rahta Hai

Hai Gali Sunsan khiDki Band Rakh

Apni Qismat Ka Sitara Sar-E-Mizhgan Dekha

Main Dekh Bhi Na Saka Mere Gird Kya Gaya Tha

Bedam Shah Warsi

Tum Khafa Ho To Achchha Khafa Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet