• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zist Mahw-E-Sahab Ho Jaise

Zist Mahw-E-Sahab Ho Jaise

ziist mahv-e-sahab ho jaise

mujh men tera shabab ho jaise

is aqidat se chup hi rahte hain

teri sunna savab ho jaise

rakh ke sar pe gali men bechi hai

ye mohabbat azaab ho jaise

us ki nazron men der tak dekha

meri ankhon ka ḳhvab ho jaise

tere dar pe sukun nahin milta

meri niyyat ḳharab ho jaise

us ke ḳhat ko sanbhal rakkha hai

ik muqaddas kitab ho jaise

aise rakha raha kitabon men

husn us ka gulab ho jaise

justuju ki ye maut hai sahab

tera milna sarab ho jaise

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ab Talak Tund Hawaon Ka Asar Baqi Hai

afeef-siraj

Shauq-e-Warafta Chala Shahr-e-Tamasha Ki Taraf

mubarak-azimabadi

Taza Aazar Ka Arman Kahan Jata Hai

Ye Jagah Ahl-E-Junun Ab Nahin Rahne Wali

Shor Se Pak Shab-O-Roz Guzare Ghar Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet