• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Kaise lauT Ke Jaunga Apne Ghar Yaro

Main Kaise lauT Ke Jaunga Apne Ghar Yaro

main kaise lauT ke ja.unga apne ghar yaaro

ke mere qadmon se lipTi hai rahguzar yaaro

na raas aa.ega mujh ko koi shajar yaaro

abhi tavil bahut hai mira safar yaaro

abhi to shanon pe qaa.em hai mera sar yaaro

junun nahin hai abhi mera mo’atabar yaaro

sitam to dekhiye parvaz ki dua de kar

kutar raha hai koi mere bal-o-par yaaro

vo ek lamha ki jo hasil-e-hayat bane

talash karta hai insan umr-bhar yaaro

main asman huun bulandi maqam hai mera

jhuka.e phirta huun phir bhi main apna sar yaaro

tamam-umr ka hasil hansi ghaḌi-bhar ki

kahan se laa.e koi phuul ka jigar yaaro

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

quli-qutub-shah

Sab Ikhtiyar Mera Tuj Hat Hai Pyara

Jin Dinon Hum Udas Lagte Hain

poet

Dil Ke Qirtas Pe Ek Lafz Mohabbat Likhna

Jab Zabanon Mein Yahan Sone Ke Tale paD Gae

Ai KHirad Aur Junun KHuda-Hafiz

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet