• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zindan-Nasib Hun Mere Qabu Mein Sar Nahin

Zindan-Nasib Hun Mere Qabu Mein Sar Nahin

zindan-nasib huun mire qaabu men sar nahin

mera sujud un ke liye mo’atabar nahin

kya hai fareb nargas-e-ghammaz agar nahin

be-vaj.h tu kashakash-e-qalb-o-jigar nahin

taqsim-e-gul pe bahs anadil men chhiḌ ga.i

gulzar luT raha hai kuchh us ki ḳhabar nahin

lazzat-shanas-e-gham ko hai iz.har-e-gham haram

rota huun aur daman-e-mizhgan bhi tar nahin

mere sujud-e-shauq se ho jaa.e be-niyaz

itna buland hausla-e-sang-e-dar nahin

yuun baghban ne himmat-e-parvaz chhin li

aisi bhari bahar hai aur ek par nahin

tahsin-e-na-shanas ka bhuka nahin ‘suhail’

main abru-farosh-e-mata-e-hunar nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shikast-E-Rang-E-Tamanna Ko Arz-E-Haal Kahun

poet

Giraftari Ki Lazzat Aur Nira Aazad Kya Jaane

poet

Na Puchho Ki Qaem Ka Kya Haal Hai

mirza-ghalib

Asad Hum Wo Junun-Jaulan Gada-E-Be-Sar-O-Pa Hain

imam-bakhsh-nasikh

Raat-Bhar Jo Samne Aankhon Ke Wo Mah-Para Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet