• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zindagi Se Thaki Thaki Ho Kya

Zindagi Se Thaki Thaki Ho Kya

zindagi se thaki thaki ho kya

tum bhi be-vaj.h ji rahi ho kya

dekh kar tum ko khilne lagte hain

tum gulon se bhi bolti ho kya

is qadar jo saji hui ho tum

meri ḳhatir saji hui ho kya

main to murjha gaya huun ab ke baras

tum kahin ab bhi khil rahi ho kya

aaj ye shaam bhigti kyuun hai

tum kahin chhup ke ro rahi ho kya

us ki ḳhushbu nahin rahi vaisi

shahr se apne ja chuki ho kya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Chun Tu Jaan-e-Mani Ai Jaan Che Kunam Jaan-e-Jahan Ra

Jabhi to zaKHm Bhi Gahra Nahin Hai

Hawa-E-Sham Chale to Bikharne Lagti Hun

akhlaq-ahmad-ahan

Akele Akele Hi Pa Li Rihai

poet

Unki Raftar Se dil Ka Ajab Ahwal Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet