• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zindagi Mein Pyar Ka Sauda Karo

Zindagi Mein Pyar Ka Sauda Karo

Sufi

zindagi men pyaar ka sauda karo

achchha gahak ho to bik jaaya karo

parbaton ke paar rahta hai vo chand

jab andhera ho to mil aaya karo

is tarah tum ko junun ho jaega

shab gae uTh uTh ke mat roya karo

ek din vo ḳhud hi bhaga aaega

raat jab so jaae tum jaaga karo

din dhale kuchh aur ghabrata hai dil

shaam se pahle chale aaya karo

kab talak ye rat-jage bedariyan

raat jab aae to so jaaya karo

raat ko aaseb dete hain sada

bhaTki ruhon se na kuchh bola karo

tirgi men nuur aaega nazar

dubte suraj ko bhi sajda karo

ab amanat huun main ‘hasrat’ aur ki

mere baare men na kuchh socha karo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-rahi

Kabhi Hayat Ka Gham Hai Kabhi Tera Gham Hai

Viraniyon Ke Khaar to Phulon Ki Chhuwan Bhi

Husn Un Ka Apne Zauq-E-Did Mein Pata Hun Main

poet

Hathon Mein Aaj Ki Shab Mehndi Lagaiyega

poet

Hua Ek Din Mein Humse Ghair Achchha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet