• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zindagi Kya Hai Ibtila Ke Siwa

Zindagi Kya Hai Ibtila Ke Siwa

zindagi kya hai ibtila ke siva

shikva-e-dard-e-la-dava ke siva

teri duniya men kya nahin milta

ik dil-e-dard-ashna ke siva

chara-e-dard-e-zindagi kya hai

ah-e-jan-kah-o-iltija ke siva

kuchh nahin iḳhtiyar men apne

bandagi ke siva dua ke siva

main ne har baat un se kah Daali

lekin ik harf-e-mudda.a ke siva

meri imdad sab ne farma.i

va.iz-o-zahid-o-ḳhuda ke siva

kaun samjhega in haqa.eq ko

‘sho.ala’-e-rind-e-parsa ke siva

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Junun Ke Josh Mein Jis Ne Mohabbat Ko Hunar Jaana

Meri Jabin Ka Muqaddar Kahin Raqam Bhi to Ho

poet

Hua Ek Din Mein Humse Ghair Achchha

Sahar Anjaan Si Maghmum Sa KHwab-E-Wafa Kyun Hai

Raat Din Mahbus Apne Zahiri Paikar Mein Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet