• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zikr Ghairon Se Tumhaara Nahin Hoga Mujhse

Zikr Ghairon Se Tumhaara Nahin Hoga Mujhse

poet

zikr ghairon se tumhara nahin hoga mujh se

ye ta.aruf bhi gavara nahin hoga mujh se

mere maula miri ankhon men samundar de de

chaar bundon pe guzara nahin hoga mujh se

dauḌta hai meri rag rag men mohabbat ka lahu

dushmanon se bhi kinara nahin hoga mujh se

mere iḳhlas ki yarab tu saza mat dena

ye hasin jurm dobara nahin hoga mujh se

jo haqiqat men mira dushman-e-jan hai ‘ishrat’

hijr us ka bhi gavara nahin hoga mujh se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Apni Zulfon Ko Dho Rahi Hai Shab

aftab-iqbal-shamim

Tamiz-e-Pisar-e-Zamin Wa Ibn-e-Falak Na Karna

Tha Pahla Safar Uski Rifaqat Bhi Nai Thi

poet

Ba-Juz Saya Tan-E-Laghar Ko Mere Koi Kya Samjhe

Zamin Ka Bojh Aur Us Par Ye Aasman Ka Bojh

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet