• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Zer-E-Lab

Zer-E-Lab

ahmad-faraz

kas bojh se jism tutta hai

itna to kada safar nahin tha

vo chaar qadam ka fasla kya

phir raah se be-khabar nahin tha

lekin ye thakan ye ladkhadahat

ye haal to umr bhar nahin tha

aghaz-e-safar men jab chale the

kab ham ne koi diya jalaya

kab ahd-e-vafa ki baat ki thi

kab ham ne koi fareb khaya

vo shaam vo chandni vo khushbu

manzil ka kise khayal aaya

tu mahv-e-sukhan thi mujh se lekin

main soch ke jaal bun raha tha

mere liye zindagi tadap thi

tere liye gham bhi qahqaha tha

ab tujh se bichhad ke sochta huun

kuchh tu ne kaha thaa! kya kaha tha

Filed Under: Nazm Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bahe Sath Ashk Ke laKHt-E-Jigar Tak

Duniya Mein Baqa Nahin Kisi Ko

poet

Na Koi Nilam Na Koi Hira Na Motiyon Ki Bahaar Dekhi

Yaro Har Gham Gham-E-Yaran Hai Qarib Aa Jao

Sultan Baho

Hassan de Ke Rowan Layoi ditta Kis dilasa Hu

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet