• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zawal-E-Husn Ko Husn-E-Nigar Kya Jaane

Zawal-E-Husn Ko Husn-E-Nigar Kya Jaane

zaval-e-husn ko husn-e-nigar kya jaane

ḳhizan qadam-ba-qadam hai bahar kya jaane

likha hai us ke muqaddar men iztirab-e-davam

qarar kya hai dil-e-be-qarar kya jaane

nasib rahat-e-qurb-e-davam ho jis ko

vo lazzat-e-ḳhalish-e-intizar kiya jaane

samajh rahe hain jise sab gunahgar yahan

usi pe ho karam-e-kirdgar kya jaane

kiye pe apne ho ḳhud munfa.il bashar aḳhir

yahi ho jabr yahi iḳhtiyar kya jaane

taḌap raha huun main apne gunah gin gin kar

usi ka naam ho roz-e-shumar kya jaane

kahan ye sham-e-ghariban kahan vo sub.h-e-vatan

vo farq-e-gardish-e-lail-o-nihar kya jaane

jo paanv toḌ ke baiThe sar-e-rah-e-manzil

vo kab uThenge koi shahsavar kya jaane

ba-in kamal-e-ḳhirad kyuun hai ma.il-e-ilhad

maqam-e-‘josh’ ko ‘mahrum’-e-zar kya jaane

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

sarwat-zehra

Irtiqa

poet

Be-Kasi Par Zulm La-Mahdud Hai

sheikh-ibrahim-zauq

Khub Roka Shikayaton Se Mujhe

poet

Ret Ban Ban Ke Bikharne Ki Tamannai Hai

Koi Dil Mein Sama Gaya Hua Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet