• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zarur Baam Par Aae Wo Be-Naqab Kahin

Zarur Baam Par Aae Wo Be-Naqab Kahin

poet

zarur baam par aa.e vo be-naqab kahin

nazar mujhe nahin aata hai aftab kahin

vahan pe zaḳhm hain mushtaq kab se baton ke

zaban-e-tegh se hi dijiye javab kahin

hansi hansi men to vo qatl-e-am karte hain

qayamat aa.e jo aa.e unhen itaab kahin

laga ke us ko kaleje se rakhte ai qatil

jo tere tiir ka milta hamen javab kahin

shab-e-visal men ‘safdar’ ko tum na tarsao

uTha bhi do ruḳh-e-pur-nur se naqab kahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ab Sarab Ke Chashme Maujzan Nahin Hote

akhtar-shirani

Aao Be-Parda Tumhein Jalwa-E-Pinhan Ki Qasam

Kitne aKHbar-Faroshon Ko Sahafi Likkha

poet

Wahi Gul Hai Gulistan Mein Wahi Hai Shama Mahfil Mein

luT Gaya Dil Kahan Nahin Malum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet