• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zara Si Der Ko Aata Hai lauT Jata Hai

Zara Si Der Ko Aata Hai lauT Jata Hai

zara si der ko aata hai lauT jaata hai

milan ki aas jagata hai lauT jaata hai

mariz-e-ishq ko de kar vo pyaar ka nusḳha

ḳhalish ko aur baḌhata hai lauT jaata hai

vo ek baar bhi sunta nahin miri arzi

bas apni baat sunata hai lauT jaata hai

jhagaḌ ke niind men aksar vo be-sabab mujh ko

darun-e-ḳhvab rulata hai lauT jaata hai

vo ishq ban ke utarta hai mere angan men

vafa ke diip jalata hai lauT jaata hai

dam-e-firaq vo leta hai pyaar ki qasmen

sunahre ḳhvab dikhata hai lauT jaata hai

‘zaki’ ye kaun hai jo roz meri turbat par

yuun aa ke ashk bahata hai lauT jaata hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

firaq-gorakhpuri

Jab Chand Ki Wadiyon Se Naghme Barsen

Shayad Meri Fariyaad Sunai Nahin Deti

Hama-Tan Jalwa-Fishan Mah-O-Charaghan Ki Tarah

poet

Thi Mohabbat Ki Kar-Farmai

Sham Ko Subh Andhere Ko Ujala Likkhen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet