• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zara Barish Barasti Hai Shagufe Jag uThte Hain

Zara Barish Barasti Hai Shagufe Jag uThte Hain

zara barish barasti hai shagufe jaag uThte hain

ka.i rangon ki ḳhushbu se dariche jaag uThte hain

abhi tak paanv ki aahaT se ya miTTi shanasa hai

tumhare saath chalti huun to raste jaag uThte hain

kuchh aise raushni dil men utarti hai qarine se

bahut imkan tire va.adon ke sadqe jaag uThte hain

kabhi aise bhi hota hai yunhi baiThe biTha.e hi

miri ankhon men dariyaon ke dhare jaag uThte hain

‘samina’ main to lafzon ko faqat likhti huun kaghaz par

to phir lafzon men ye kaise sharare jaag uThte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dhuan Dhuan Hai Faza Raushni Bahut Kam Hai

shabana-yousaf

Ek Mahakte Gulab Jaisa Hai

Wabasta Ho Gae Hain Qadam Rahguzar Ke Sath

ismail-merathi

Be-Kar Na Waqt Ko Guzaro Yaro

Maula Kisi Ko Aisa Muqaddar Na Dijiyo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet