• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zamin Thi saKHt Mujhe Koi Naqsh-E-Pa Na Mila

Zamin Thi saKHt Mujhe Koi Naqsh-E-Pa Na Mila

zamin thi saḳht mujhe koi naqsh-e-pa na mila

tiri gali se jo nikla to rasta na mila

dua thi chiḳh thi ya ehtijaj tha kya tha

hile the honT magar harf-e-mudda.a na mila

badan ki qaid se chhuTa to log pahchane

tamam-umr kisi ko mira pata na mila

main chahta tha ki tevar bhi dekh le mere

ghanim jab bhi mila mujh se gha.ebana mila

nafas nafas koi mujh ko pukarta kyuun hai

nazar ko jab ki basarat ka za.iqa na mila

ye bazm-e-sh.er-o-adab hai ki kucha-e-bad-nam

yahan to jo bhi mila hai munafiqana mila

mile hain yuun to bahut tishnagi ke dasht ‘ziya’

koi bhi dasht magar misl-e-karbala na mila

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jab Usko Soch Ke Dekha to Ye Kamal Hua

Kabhi Jo Dhup Hamare Makan Mein Aa Jae

Dil Ki Dil Ne Na Kahi Yun to Kai Bar Mile

Main to Nahin Hun in Ke Jaisi Ye to uDna Jaane Hain

Inki Nazron Mein Na Ban Jae Tamasha Chehra

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet