• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / zaKHm Ka Indimal Hote Hue

zaKHm Ka Indimal Hote Hue

zaḳhm ka indimal hote hue

main ne dekha kamal hote hue

hijr ki dhuup kyuun nahin Dhalti

jashn-e-sham-e-visal hote hue

de ga.i mustaqil ḳhalish dil ko

aarzu pa.emal hote hue

log jiite hain jiina chahte hain

zindagani vabal hote hue

kis qadar iḳhtilaf karta hai

vo mira ham-ḳhayal hote hue

pa-e-ilzam aa rukin mujh par

saari ankhen saval hote hue

aaj bhi log ishq karte hain

samne ki misal hote hue

ḳhud se hans kar na mil sake ‘ahmad’

ḳhush-suḳhan ḳhush-ḳhisal hote hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Piri Se Mera Nau Digar-Haal Hua Hai

Junun Karta Hai Din-Raat Paemal Mujhe

Maine Socha Tha Mujhe Mismar Kar Sakta Nahin

Na Aankhen surKH Rakhte Hain Na Chehre Zard Rakhte Hain

Ishq Mein Jis Ke Ye Ahwal Bana Rakkha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet