• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zaban Pe Harf-E-Shikayat Are Maaz-Allah

Zaban Pe Harf-E-Shikayat Are Maaz-Allah

zaban pe harf-e-shikayat are ma.az-allah

mujhe tire sitam-e-sabr-azma ki qasam

bas ik nigah-e-karam ka umid-var huun main

jafa-shi.ar tujhe meri iltija ki qasam

tu hai bahar to daman mira ho kyuun ḳhali

ise bhi bhar de gulon se tujhe ḳhuda ki qasam

ghazab ki chheḌ hai ‘hadi’ ye aur kya kahiye

vo kha rahe hain mire tark-e-mudda.a ki qasam

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Gham-E-Hijran Ki Mari DhunDhti Hai

poet

Wo Mere Zehn Pe Itna Sawar Ho Gaya Tha

poet

Naza Mein Pyar Se Kyun Puchhte Ho Tum Mujhko

Dekh tariKH Ke KHazane Mein

poet

Tere Sitam Pe Qanaat Na Ki to Kuchh Na Kiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet