• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yun to Sada-E-zaKHm baDi Dur Tak Gai

Yun to Sada-E-zaKHm baDi Dur Tak Gai

yuun to sada-e-zaḳhm baḌi duur tak ga.i

ik charagar ke shahr men ja kar bhaTak ga.i

ḳhushbu giraft-e-aks men laaya aur us ke baad

main dekhta raha tiri tasvir thak ga.i

gul ko barhana dekh ke jhonka nasim ka

jugnu bujha raha tha ki titli chamak ga.i

main ne paḌha tha chand ko injil ki tarah

aur chandni salib pe aa kar laTak ga.i

roti rahi lipaT ke har ik sang-e-mil se

majbur ho ke shahr ke andar saḌak ga.i

qatil ko aaj sahib-e-ejaz maan kar

divar-e-adl apni jagah se sarak ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Har Ek Baat Kisi Baat Par Hai Goya Tanz

Hairat Hai Jinhen Meri Taraqqi Pe Jalan Bhi

poet

Wo Barq Ka Ho Ki Maujon Ke Pech-O-Tab Ka Rang

poet

Marte Marte Ye Humne Kaam Kiya

afzal-naved

Rah-e-Suluk Mein Bal dalne Pe Rahta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet