• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yun Naqab-E-ruKH-E-Zeba Bhi uTha Di Kis Ne

Yun Naqab-E-ruKH-E-Zeba Bhi uTha Di Kis Ne

yuun naqab-e-ruḳh-e-zeba bhi uTha di kis ne

ḳhirman-e-dil pe ye bijli si gira di kis ne

dastan bhuli hui yaad palaT aa.i hai

ahd-e-rafta ki ye tasvir dikha di kis ne

kis ne tanha.i ki ik umr gavara kar li

zindagi tere tasavvur men miTa di kis ne

zinda rahne ki havas phir se palaT aa.i hai

mujh ko yaaro ye sar-e-dar sada di kis ne

ye kaḌi dhuup kaḌe kos ye sahra-e-basit

abla-pa.i ki ‘anjum’ ko saza di kis ne

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

afzal-ahmad-syed

Bahut Na Hausala-e-Izz-O-Jah Mujhse Hua

Saliqa Bolne Ka Ho to Bolo

Jaise Dekha Hai Dikhaya Bhi Nahin Ja Sakta

Ehsas Pe Bojhal Kuchh Sadmat Ka Qissa Hai

Diya Nahin Hai Mujhe Chhup-Chhupa Ke Rone Tak

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet