• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yun dabe Panw Yaad Aati Hai

Yun dabe Panw Yaad Aati Hai

ajit-singh-badal

yuun dabe paanv yaad aati hai

le ke dil ka qarar jaati hai

main ne pardes ja ke dekh liya

teri ḳhushbu vahan bhi aati hai

ab to mujh ko miri chhaTi his bhi

tera ehsas hi karati hai

mere hamdard ko bhi le duubo

mauj-e-gham ab kise darati hai

jis qadar ho sake kama neki

ye bure vaqt kaam aati hai

chahe kitni dabang ho ‘badal’

naav kaghaz ki duub jaati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Diye Ka Kaam Ab Aankhen Dikhana Rah Gaya Hai

gulzar

dil Mein Aise Thahar Gae Hain Gham

poet

dil Nahin Us Lab-E-Khandan Ki Taraf Jata Hai

poet

Har Harf-E-Arzu Pe Kare Tha Wo Yar Bahas

Diye Nigahon Ke Apni Bujhae baiTha Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet