• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Zamin Kis Qadar Sajai Gai

Ye Zamin Kis Qadar Sajai Gai

ye zamin kis qadar saja.i ga.i

zindagi ki taḌap baḌha.i ga.i

a.ine se bigaḌ ke baiTh ga.e

jin ki surat jinhen dikha.i ga.i

dushmanon hi se bhi to nibh jaa.e

doston se to ashna.i ga.i

nasl-dar-nasl intizar raha

qasr TuuTe na be-nava.i ga.i

zindagi ka nasib kya kahiye

ek siita thi jo sata.i ga.i

ham na autar the na paighambar

kyuun ye azmat hamen dila.i ga.i

maut paa.i salib par ham ne

umr ban-bas men bita.i ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Is Qadar Hawadis Hain Rasta Nahin Milta

Phul Is KHak-Dan Ke Hum Bhi Hain

Dilon Mein Koi Hawas Koi Aarzu Bhi Nahin

Chhu Kar Hawa Pata Tere Ashkon Ka De Gai

poet

Mah-O-Anjum Kahkashan Ke Aashiyanon Se Pare

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet