• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Wasl Ki Wahshat Hai Ibaadat Ki ghaDi Hai

Ye Wasl Ki Wahshat Hai Ibaadat Ki ghaDi Hai

ye vasl ki vahshat hai ibadat ki ghaḌi hai

naraz farishton ki qasam TuuT rahi hai

ai sho.ala-e-pur-josh tavajjoh main idhar huun

bad-mast idhar dekh jidhar aag lagi hai

sunte hain ḳhuda ruuTh gaya hai nahin sunta

halanki mire shahr ka har shaḳhs vali hai

ai yaar mayassar ka maza le ke juda ho

is mausam-e-gul men tujhe jaane ki paḌi hai

ye aankh jise bojh samajhta hai miyan tu

ye bar-e-hazimat ko uThane ki nafi hai

mujh se mire sayyad ne vahshat se kaha ja

le aaj se tu meri mohabbat se bari hai

har chiiz badal di hai magar kuchh nahin badla

kahne ko chaman-zar ki har shaḳh na.i hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jab Koi Gham Hi Na Ho Ashk Bahaun Kaise

Takra Rahi Hain Tez Hawaen chaTan Se

Shadid Pyas Thi Phir Bhi Chhua Na Pani Ko

Laun Main Kahan Se Bhala Andaz-E-Bayan Aur

Ye Teri KHalq-Nawazi Ka Taqaza Bhi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet