• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Tere Lams Ka Ehsas Jawan-Tar Ho Jae

Ye Tere Lams Ka Ehsas Jawan-Tar Ho Jae

akhlaq-ahmad-ahan

ye tire lams ka ehsas javan-tar ho jaae

ye tire qurb men har saans javan-tar ho jaae

chaah ik der se ik raah taka karti hai

aao pahle ki vahan ghaas javan-tar ho jaae

hain kai chehre guzarte hue rah-e-dil se

dekhiye kaun sa almas javan-tar ho jaae

rasm-e-duniya ke salasil men giraftari hai

mat Thaharna ki kahin phans javan-tar ho jaae

bazm-e-ulfat ki giraftari se kaise bach paaen

kis ko ma.alum ki kab aas javan-tar ho jaae

ham sanjoe hue rakkhe hain tiri yadon ko

vaqt aae ki jo hai paas javan-tar ho jaae

us ki manzil ka pata kis ko mila hai ab tak

haan vahi bedil-e-barlas javan-tar ho jaae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kufr Momin Hai Na Karna dil-Baran Se Ikhtilat

sarwat-zehra

Irtiqa

Wafa Ke Sath Mohabbat Mein Nam Paida Kar

firaq-gorakhpuri

Junun-E-Kargar Hai Aur Main Hun

ahmad-zafar

din Hua Kat Kar Gira Main Raushni Ki dhaar Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet