• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Sari dhul Meri Hai Ye Sab Ghubar Mera

Ye Sari dhul Meri Hai Ye Sab Ghubar Mera

akbar-masoom

ye saari dhuul miri hai ye sab ghubar mira

guzar hai tere ḳharabe se baar baar mira

ḳhizan to kya nahin jis ki bahar ko bhi ḳhabar

ik aise baagh ke andar hai barg-o-bar mira

hai dil ke naghma o naala se ab gurez mujhe

mila hua hai kisi aur lai se taar mira

main ḳhush huun nan-o-namak par to is ki daad na de

ki bhiik mangta phirta hai shahryar mira

tire ghurur ki ismat-dari pe nadim huun

tire lahu se bhi daman hai daghdar mira

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Muddat Se Nahin Dekhi Hai Ghar Ki Surat

shahnaz-nabi

Hua Sarkash Andhera Sakht-Jaan Hai

poet

dushman Ke Iradon Ki Khabar Hai Ki Nahin Hai

Tum KHwab Mein Aaoge Ye Malum Nahin Tha

Shauq Uryan Hai Bahut Jin Ke Shabistanon Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet