• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Mez Ye Kitab Ye Diwar Aur Main

Ye Mez Ye Kitab Ye Diwar Aur Main

ye mez ye kitab ye divar aur main

khiḌki men zard phulon ka ambar aur main

har shaam is ḳhayal se hota hai ji udaas

panchhi to ja rahe hain ufuq paar aur main

ik umr apni apni jagah par khaḌe rahe

ik dusre ke ḳhauf se divar aur main

sarkar har daraḳht se bante nahin hain taḳht

qurban aap par mire auzar aur main

le kar to aa gaya huun mire paas jo bhi tha

ab sochta huun tera ḳharidar aur main

ḳhushbu hai ik fazaon men phaili hui jise

pahchante hain sirf sag-e-yar aur main

kho.e huon ko DhunDne nikla tha aftab

duniya to mil ga.i sar-e-bazar aur main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHwahish-E-Jada-E-Rahat Se Nikalta Kaise

Pareshan Bhi Karegi Gul Khila Ke

akhtar-bastavi

Yun Khud Ko Khwahishat Ke Akasr dikhae Rang

Kabhi Talash Na Zae Na Raegan Hogi

Sufi

Ibtida Bigdi Intiha Bigdi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet