• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Man-Bhawan Sa Apna-Pan Jaane Kahan Se Late Ho

Ye Man-Bhawan Sa Apna-Pan Jaane Kahan Se Late Ho

ye man-bhavan sa apna-pan jaane kahan se laate ho

jab aate ho dil ka TukḌa ek chura le jaate ho

chup-chup rah ke kuchh nahin kah ke kya se kya kah jaate ho

dabe dabe bujhte ḳhvabon ko aur hava de jaate ho

chhoTi chhoTi miThi baten bhuul chuke the ham jin ko

halke halke yaad dila ke is dil ko sahlate ho

jaate vaqt yahi kahte ho agli baar na jaoge

kaise kaise na-mumkin se va.ade tum kar jaate ho

aate hi jaane ki jaldi der na ho ghabrate ho

der hui to kabhi kabhi is dil men bhi rah jaate ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zulf-E-Dauran Hai Kahan Saya-Fagan Mere Baad

ismail-merathi

Thoda Thoda Mil Kar Bahut Ho Jata Hai

hasrat-mohani

Qawi dil Shadman dil Parsa dil

Dhup Mein Sae Se bichhDa to Nahin Ja Sakta

Hairat Sarae Harf Mein Aao to Baat Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet