• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Kisi shaKHs Ko Khone Ki Talafi Thahra

Ye Kisi shaKHs Ko Khone Ki Talafi Thahra

ye kisi shaḳhs ko khone ki talafi Thahra

mera hona mire hone men izafi Thahra

jurm-e-adam tiri padash thi duniya saari

aḳhirash har koi haq-dar-e-muafi Thahra

ye hai tafsil ki yak-lamha-e-hairat tha koi

muḳhtasar ye ki miri umr ko kaafi Thahra

kuchh ayaan ho na saka tha tiri ankhon jaisa

vo badan ho ke barahna bhi ghilafi Thahra

jab zamin ghuum rahi ho to Thaharna kaisa

koi Thahra to Thaharne ke munafi Thahra

qafiya milte ga.e umr ghazal hoti ga.i

aur chehra tira buniyad-e-qavafi Thahra

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Guzar Gaya Jo Nazar Se Nazar Ka Hissa Hai

Sach Ko Kahne Ka Hausla Hai Mujhe

Kaun Kahta Hai Ki Mahrumi Ka Shikwa Na Karo

poet

Kya KHabar Thi Ye Mohabbat Ka Natija Hoga

Phir Koi KHwab Tere Rangon Se Juda Nahin Dekha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet