• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Kah Ke Rakhna daliye Un Ke Hijab Mein

Ye Kah Ke Rakhna daliye Un Ke Hijab Mein

poet

ye kah ke rakhna daliye un ke hijab men

achchhe bure ka haal khulega naqab men

yarab vo khvab haq men mire khvab-e-marg ho

aae vo mast khvab agar mere khvab men

tahqiq ho to janun ki main kya huun qais kya

likkha hua hai yuun to sabhi kuchh kitab men

main aur zauq-e-bada-kashi le gaiin mujhe

ye kam-nigahiyan tiri bazm-e-sharab men

hain donon misl-e-shisha pa saman-e-sad-shikast

jaisa hai mere dil men nahin hai habab men

ye umr aur ishq hai ‘azurda’ ja-e-sharm

hazrat ye baten phabti thiin ahd-e-shabab men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Pesh-KHema Ye Kisi Ek Musibat Ka Nahin

aftab-shakeel

Farzi dawedar Hai

Yaad Kya Dast-E-Hunar Hai Ki Sanwarta Gaya Main

poet

Ham-Nashin Raat Hai to Raat Bhi Dhal Jaegi

Ghubar Dil Pe Bahut Aa Gaya Hai Dho Len Aaj

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet