• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Kah Ke Aag Wo Dil Mein Lagae Jate Hain

Ye Kah Ke Aag Wo Dil Mein Lagae Jate Hain

ye kah ke aag vo dil men laga.e jaate hain

charagh ḳhud nahin jalte jala.e jaate hain

ab is se baḌh ke sitam doston pe kya hoga

vo dushmanon ko gale se laga.e jaate hain

gharibi jurm hai aisa ki dekh kar mujh ko

nigahen pher ke apne para.e jaate hain

kashish charagh ki ye baat kar ga.i raushan

patinge ḳhud nahin aate bula.e jaate hain

tajalliyon ke hijabat hain ḳhayal rahe

ye parde dast-e-nazar se uTha.e jaate hain

hamen mili hai jagah jab se aap ke dil men

jahan hain aap vahan ham bhi paa.e jaate hain

na puchh hal-e-shab-e-gham na puchh ai ‘purnam’

baha.e jaate hain aansu baha.e jaate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bujhi Bujhi Hui Aankhon Mein Goshwara-E-KHwab

Wo Log Aaen Jinhen Hausla Ziyaada Hai

Aahen Bharenge Hum Kabhi Nala Karenge Hum

Hafiz Shirazi

Rozgarist Ki Sauda-e-Butan din-e-Man Ast

Is Be-KHudi Mein ruKHsat KHuddari Ho Gai Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet