• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Jo Ek laDki Pe Hain Tainat Pahre-Dar Sau

Ye Jo Ek laDki Pe Hain Tainat Pahre-Dar Sau

ye jo ik laḌki pe hain tainat pahre-dar sau

dekhti hain us ki ankhen bheḌiye ḳhun-ḳhvar sau

diqqaten aksar vo meri banTti hai is tarah

apne bakse se nikalegi abhi do chaar sau

a.engi jab mushkilen to vo bacha lega mujhe

ik bharosa dega aur karva.ega begar sau

race men hogi saḌak par zindagi ki gaḌiyan

ek assi par chalegi ek ki raftar sau

kitna mushkil kaam hai achchha.iyon ko DhunDhna

yuun to ḳhabron se bhare hain roz hi aḳhbar sau

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ushshaq Tere Sab The Par Zar Tha So Main Tha

Be-Gunahi Ka Har Ehsas miTa De Koi

Bahut Dinon Mein Hum Un Se Jo Ham-Kalam Hue

Dur Ke Jalwon Ki Shadabi Ka Dil-Dada Na Ho

KHak Mein lipTi Kahani Aur Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet