• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Fana Meri Baqa Ho Jaise

Ye Fana Meri Baqa Ho Jaise

syeda-nafis-bano-shama

ye fana meri baqa ho jaise

tu hi chehre pe likha ho jaise

tere honton pe tabassum aisa

phuul sahra men khila ho jaise

yuun pukara hai kisi ne mujh ko

naam tera hi liya ho jaise

us ne pheri jo nigahen to laga

shisha patthar pe gira ho jaise

har taraf lams hai zinda us ka

ghar men sadiyon vo raha ho jaise

zahr mahbub ke hathon pa kar

yuun piya main ne dava ho jaise

vasl ki shaam ka ik ik lamha

meri mutthi men daba ho jaise

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Baja Hai Raat Ka Ab to Sone Do

Ek Aisi Huma Mere Sar Par biTha De

ahmad-hamesh

Kabhi Tumne Kuchh To diya Nahin Kabhi Humne Kuchh To Liya Nahin

Bhagne Ka Koi Rasta Nahin Rahne dete

riyaz-khairabadi

Aati Thi Pahle dil Se Kabhi Bu Kabab Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet