• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Ehtiyat Ishq Pe Lazim Sada Rahe

Ye Ehtiyat Ishq Pe Lazim Sada Rahe

ye ehtiyat ishq pe lazim sada rahe

har-chand qurbaten hon magar fasla rahe

hajat nahin ki jam-o-subu mai-kada rahe

dil ka tiri nigah se bas rabta rahe

mah-o-nujum-o-shams ki tham jaa.en gardishen

Thahre tiri nazar to zamana ruka rahe

ma.amur ḳhushbuon se rahe gulshan-e-vajud

bas ik tujhi ko zehn agar sochta rahe

rana.i-e-jamal ka aalam na puchhiye

ik baar dekh le jo use dekhta rahe

fariyad le ke jaa.en bhi ahl-e-chaman kahan

jab baghban ḳhud apna chaman luTta rahe

kuchh der aur ai shab-e-hijran Thahar abhi

kuchh der aur dard ka tufan uTha rahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

sheikh-ibrahim-zauq

Bazm Mein Zikr Mera Lab Pe Wo Lae To Sahi

Har Rang-E-Tarab Mausam O Manzar Se Nikala

Wo Kahta Tha Ki Tum Mera Sahaara Ban Hi Jaogi

hasrat-mohani

Jo Wo Nazar Basar-E-Lutf Aam Ho Jae

poet

Nahin Hai Par Koi Imkan Ho Bhi Sakta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet