• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Dil Hi Jalwa-Gah Hai Us KHush-KHiram Ka

Ye Dil Hi Jalwa-Gah Hai Us KHush-KHiram Ka

poet

ye dil hi jalva-gah hai us ḳhush-ḳhiram ka

dekha to sirf naam hai bait-ul-haram ka

ma.ani men lafz ek hai ye rabb-o-ram ka

hasil ye hai ki hai vahi hasil kalam ka

dekha to sab haqiqat-o-ma.ani men ek hain

surat men garche farq hai aapas men naam ka

us la-makan ka koi muayyan nahin makan

gar hai to dil Thikana hai us ke maqam ka

masrur teri mai se ik aalam hai saqiya

ummid-var main bhi huun do ek jaam ka

aghaz-e-ishq men gaya dil haath se mire

anjam kya ho dekhiye ab mere kaam ka

lete hain chuur karne ko hi sang-dil huzur

kiya hai vagarna shisha-e-dil un ke kaam ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kam Na Tha Us Gali Ke Bhulane Ka Gham

Misl-E-Namrud Har Ek shaKHs KHudai Mange

Ajab Asbab Karta Ja Raha Hun

Ishq Ne Jab Bhi Kisi Dil Pe Hukumat Ki Hai

poet

Har Taraf Hai Fusun Mohabbat Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet