• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Geet / Ye desh Hai Wir Jawanon Ka

Ye desh Hai Wir Jawanon Ka

sahir-ludhianvi

ye desh hai viir javanon ka

albelon ka mastanon ka

is desh ka yaaro kya kahna

ye desh hai duniya ka gahna

yahan chaudi chhati viron ki

yahan gori shaklen hiron ki

yahan gaate hain ranjhe masti men

machti hain dhumen basti men

pedon pe baharen jhulon ki

rahon men qataren phulon ki

yahan hansta hai savan balon men

khilti hain kaliyan galon men

kahin danggal shokh javanon ke

kahin kartab tiir kamanon ke

yahan nit nit mele sajte hain

nit dhol aur tashe bajte hain

dilbar ke liye dildar hain ham

dushman ke liye talvar hain ham

maidan men agar ham dat jaaen

mushkil hai ki pichhe hat jaaen

Filed Under: Geet Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sairab Ho Kabhi Ye KHilaf-E-Qayas Hai

Sabab Nahin Tha Koi Yun to Apne Rone Ka

syeda-nafis-bano-shama

Ye Fana Meri Baqa Ho Jaise

adil-hayat

dipawali

agha-shayar-qazalbash

Buton Ke Waste To din-O-Iman Bech dale Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet