• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Chaaragar to Yahan Har Gali Mein Milte Hain

Ye Chaaragar to Yahan Har Gali Mein Milte Hain

ye charagar to yahan har gali men milte hain

koi batao kahan dil ke chaak silte hain

tire badan ki saba kis chaman men chalti hai

kahan pe ab tire honTon ke phuul khilte hain

faza men bikhri hain zard ansuon ki tahriren

vida-e-gul men daraḳhton ke haath milte hain

vo jin ke ashk bichhaḌte hue nahin thamte

milen bichhaḌ ke to kyon be-ruḳhi se milte hain

ghalat guman na kar meri ḳhushk ankhon par

samundaron men jazire zarur milte hain

sulag uThi hai tiri yaad men faza-e-ḳhayal

ki jaise tirgi-e-shab men phuul khilte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Nazar Ko Wusaten De Bijliyon Se Aashna Kar De

ruKH Kisi Ka Nazar Nahin Aata

bahadur-shah-zafar

Na Us Ka Bhed Yari Se Na Ayyari Se Hath Aaya

Iltifat-Ashna Hijab Tera

ahmad-zafar

Main Yun To Nahin Hai Ki Mohabbat Mein Nahin Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet