• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Aise Log Kahan Manzilon Ko Pate Hain

Hum Aise Log Kahan Manzilon Ko Pate Hain

ham aise log kahan manzilon ko paate hain

ham aise log faqat raste banate hain

ye tere jism ko chhu kar pata chala hai mujhe

ki narm phuul bahut jald suukh jaate hain

ye kaam hijr men bid.at shumar hota hai

magar ye dekh ki ham phir bhi muskurate hain

tira to ḳhair koi tujh se duur hi na gaya

tujhe ḳhabar hi nahin saans kaise aate hain

nazar na a.enge tujh ko ghubar uḌne de

tire liye jo mujhe raah se haTate hain

tumhare ḳhvab ghanimat hain bujhti ankhon ko

magar ye ḳhvab hamen niind se jagate hain

ye kaun baagh men ‘sahir’ dikha.i dene laga

ki phuul peḌ parinde ḳhushi manate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jis Ki KHatir Maine Duniya Ki Taraf Dekha Na Tha

Ye KHayalon Ki Bad-Hawasi Hai

Sham-E-Gham Ki Hai Ata Subh-E-Masarrat Di Hai

KHwab Khulna Hai Jo Aankhon Pe Wo Kab Khulta Hai

Dil Ke luTne Pe Kya Kare Koi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet