• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Bujhe Bujhe Sitare Ye Dhuan Dhuan Sawera

Ye Bujhe Bujhe Sitare Ye Dhuan Dhuan Sawera

ye bujhe bujhe sitare ye dhuan dhuan savera

kahin aabru ko Das le na ye bavla andhera

tiri naag naag zulfen kahin raam ho na jaa.en

ki uTha hai biin le ke zar-o-mal ka sapera

mire shishamon ki chhanv men hain dhuup ke Thikane

miri naddiyon ki lahron men hai aag ka basera

vahin main ne arzuon ke hasin diye jala.e

ki jahan sharab pi kar mujhe andhiyon ne ghera

ai nasim-zad jhonkon ki hasin hasin kulelo!

zara jhang rang Tilon ki taraf bhi ek phera

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Koi Tufan to Nahin Koi Talatum to Nahin

Misal-E-Shama Jala Hun Dhuan Sa Bikhra Hun

poet

Hum Gham-E-Zamana Se Yun Nazar Milaenge

Sheikh Saadi

Story 29 – The Manners Of Kings – Gulistaan-e-Sa.Adii

Waqt Ke Intizar Mein Wo Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet