• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Alag Baat Ki Rah Rah Ke Sada Aai Hai

Ye Alag Baat Ki Rah Rah Ke Sada Aai Hai

ye alag baat ki rah rah ke sada aa.i hai

main ne bhi ab ke na sunne ki qasam khaa.i hai

ab vo ik naam pukarun to zaban chhil jaa.e

haan vahi naam ki jo hasil-e-goya.i hai

raat din yaar ki galiyon men paḌa rahta huun

ishq ka ishq hai rusva.i ki rusva.i hai

aisi tanha.i ka aalam hai ki dil Duub gaya

aur is par ye ghazab hai teri yaad aa.i hai

tum agar ḳhuun bhi ro.o to bhala kya hasil

ham na kahte the vo laḌki baḌi harja.i hai

haa.e vo ankhen jo raushan hain tasavvur men mire

haa.e vo shakl jo ghazlon men utar aa.i hai

ab ye aalam hai ki ash.ar men ḳhuun thukta huun

aur vo kahte hain faqat qafiya-paima.i hai

ishq ja nikla tha phir ku-e-malamat ki taraf

aql phir khinch ke divane ko le aa.i hai

haa.e vo alam-e-sad-shauq use chuum liya

tera paigham jo chupke se saba laa.i hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

azra-naqvi

Airport Station Sadkon Par Hain Kitne Sare Log

aziz-bano-darab-wafa

Main Uski Baat Ke Lahje Ka Etibar Karun

poet

Zahir Na Tha Nahin Sahi Lekin Zuhur Tha

poet

Zindagi Hi Se Guzar Jaenge

ahmad-ali-barqi-azmi

Hasb-e-Wada Mujhse Milne Wo Kabhi Aaya Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet