• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yak Raat Main Gaya Tha Rindan Ke Anjuman Mein

Yak Raat Main Gaya Tha Rindan Ke Anjuman Mein

poet

yak raat main gaya tha rindan ke anjuman men

bole ki ai havai yu nukta ruk tu man men

vahdat ke mulk miyane niin ghair ko thakana

ain-e-khuda samajh tu jo hai is anjuman men

kya saqi-o-mughanni kya jaam kya surahi

ghair-e-khuda nako kah gar hai sharab dan men

kya laala kya yu sausan kya nargis-o-saman kya

hai uucha fil-haqiqat gul hai agar chaman men

u nukta kar yaqin main har chiiz ko jo dekhya

begana kiin disya niin bin dost chaukdan men

bin zaat haq disya niin yak zaat do jahan men

bin ism haq sunya niin yak bol yak dahan men

ghaflat kuun nen hai jaaga kaan suun achhegi ghaflat

zakir tamam aalim hai maarifat ke fan men

hai ishq uu khuda ka gar ishq hai javan men

hai husn uu usi ka gar husn hai mahan men

ai mahram-e-khudai yak zarra ghaur kar dek

nukte bhare hain ne ke ‘qurbi’ ke har sukhan men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mahaul Tirgi Ka Muqaddar baDha Gaya

Sar-E-KHayal Hai Ye Kaun Magar Nahin Hun Main

Aaj Phir Ru-Ba-Ru Karoge Tum

Nawah-E-Jaan Mein Ajab Hadisa Hua Ab Ke

Mere Dhyan Mein Hai Ek Mahal Kahin Chaubaron Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet