• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yahi Teri Rahmat Sila De Rahi Hai

Yahi Teri Rahmat Sila De Rahi Hai

yahi teri rahmat sila de rahi hai

miri bebasi bhi maza de rahi hai

tu purab to purba tu pachchhim to pachhua

hava bhi tera hi pata de rahi hai

main din-rat tujh ko karun yaad kitna

mohabbat tiri ab saza de rahi hai

tere qa.ede men qadam kya paḌe bas

mujhe zindagi ḳhud nishan de rahi hai

na nazdik ankhon ke kijiye sham.a ko

nahin to kahenge dagha de rahi hai

pahaḌon ki sazish nahin to nahin ye

ghuTan si ye kaisi hava de rahi hai

baḌi mushkilon se jo sho.ale bujhe hain

unhen saltanat kyuun hava de rahi hai

inayat bhi teri ye kya de rahi hai

mujhe ‘raaj nit din naya de rahi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abu-mohammad-sahar

Kaam Har Zakhm Ne Marham Ka Kiya Ho Jaise

Baat bigDi Hui Bani Si Rahi

Sawan Ka Mahina Bhi Hai Barish Bhi Nahin Hai

poet

Muztarib Hun Ab Ye Ji Ki Baat Hai

shaista-mufti

Wo Mujhse Kahte Hain Muskura do

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet