• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Aawaz Zamistani Hai Har Jazba Zindani Hai

Har Aawaz Zamistani Hai Har Jazba Zindani Hai

obaidullah-aleem

har avaz zamistani hai har jazba zindani hai

kucha-e-yar se dar-o-rasan tak ek si hi virani hai

kitne koh-e-giran kaate tab subh-e-tarab ki diid hui

aur ye subh-e-tarab bhi yaaro kahte hain begani hai

jitne aag ke dariya men sab paar hamin ko karna hain

duniya kis ke saath aai hai duniya to divani hai

lamha lamha khvab dikhae aur sau sau taabir kare

lazzat-e-kam-azar bahut hai jis ka naam javani hai

dil kahta hai vo kuchh bhi ho us ki yaad jagae rakh

aql ye kahti hai ki tavahhum par jiina nadani hai

tere pyaar se pahle kab tha dil men aisa soz-o-gudaz

tujh se pyaar kiya to ham ne apni qimat jaani hai

aap bhi kaise shahar men aa kar shair kahlae hain ‘alim’

dard jahan kamyab bahut hai naghmon ki arzani hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

azra-naqvi

Kisi Khayal Ki Hiddat Se Jalna Chahti Hun

aalok-shrivastav

Thik Hua Jo Bik Gae Sainik Mutthi Bhar dinaron Mein

abdul-aziz-khalid

Bhulon Unhen Kaise Kaise Kaise

Un Aankhon Ka Mujhse Koi Wada to Nahin Hai

Apnon Se Shikayat Hai Na Ghairon Se Gila Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet