• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yahi Hai Ishq Ki Sar Do Magar Duhai Na Do

Yahi Hai Ishq Ki Sar Do Magar Duhai Na Do

yahi hai ishq ki sar do magar duha.i na do

vafur-e-jazb se TuuTu magar suna.i na do

zamin se ek ta.alluq hai na-guzir magar

jo ho sake to ise rang-e-ashna.i na do

ye daur vo hai ki baiThe raho charagh-tale

sabhi ko bazm men dekho magar dikha.i na do

shahanshahi bhi jo dil ke evaz mile to na lo

faraz-e-koh ke badle bhi ye tara.i na do

javab-e-tohmat-e-ahl-e-zamana men ‘ḳhurshid’

yahi bahut hai ki lab si rakho safa.i na do

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tera Karam Ki Main Jab Mat Tak Pahunch Jata

shah-naseer

dekh Tu Yar-E-Baada-Kash! Maine Bhi Kaam Kya Kiya

Main Insan-E-Naua Hun Main Isa-Nafas Hun

Teri Zulfen Tere ruKHsar Tere Lab Mere

Subh kanTon Pe Sham kanTon Par

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet