• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yahan Kya Hai Wahan Kya Hai Idhar Kya Hai Udhar Kya Hai

Yahan Kya Hai Wahan Kya Hai Idhar Kya Hai Udhar Kya Hai

mubarak-azimabadi

yahan kya hai vahan kya hai idhar kya hai udhar kya hai

koi samjhe to kya samjhe vo nairang-e-nazar kya hai

na ho jis sar men sauda sarfaroshi ka vo sar kya hai

na phunke khirman-e-hasti to vo soz-e-jigar kya hai

tire andaz ke bismil hain ham ham se koi puchhe

tiri banki ada kya hai tiri tirchhi nazar kya hai

jahan saman vahshat ke use vahshat-sara kahiye

jahan asbab-e-virani vo virana hai ghar kya hai

gae vo aur ye kahte gae o jazb-e-dil vaale

mujhe bhi dekhna hai jazba-e-dil ka asar kya hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rahen Dhuan Dhuan Hain Safar Gard Gard Hai

Kya Hai Ki Aaj Chalte Ho Katra Ke Rah Se

poet

Hijr Hai Dil Mein KHak uDti Hai

poet

Chaak-E-Daman-O-Gireban Pe Hansi Aati Hai

Dard Ki Lai Ko baDha Do Ki Main Zinda Hun Abhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet