• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yahan Kaun Is Ke Siwa Rah Gaya

Yahan Kaun Is Ke Siwa Rah Gaya

yahan kaun is ke siva rah gaya

zamana gaya aa.ina rah gaya

vo husn-e-sarapa vo husn-afrin

magar har koi dekhta rah gaya

chalo kya hua raushni hi to thi

yahan dekhne ko bhi kya rah gaya

hamari kuchh apni rivayat bhi thi

kitabon men likkha hua rah gaya

ḳhuda.i ko bhi ham na ḳhush rakh sake

ḳhuda bhi ḳhafa ka ḳhafa rah gaya

muqaddar kahin kaj-kulahi kare

koi ghar men mahv-e-dua rah gaya

kahin ek chup bhi rasa ho ga.i

koi bolta bolta rah gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Bosa dete Ho Agar Tum Mujhko do do Sab Ke do

Hain Bashar Mein Sifat muTThi Bhar

poet

Hindu Na Ban Saka Main Musalman Na Ban Saka

sheikh-ibrahim-zauq

Hum Hain Aur Shughl-E-Ishq-Bazi Hai

ameer-minai

Kya Roke Qaza Ke War Tawiz

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet