• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sada Hai Garche Lauh-E-Basarat Bahaal Rakh

Sada Hai Garche Lauh-E-Basarat Bahaal Rakh

saada hai garche lauh-e-basarat bahal rakh

shor-e-qalam bahut hai sama.at bahal rakh

zaḳhm-e-talash men hai nihan marham-e-dalil

tu apna dil na haar mohabbat bahal rakh

nazzara be-nazara hua hai to kya hua

hairat ki taab diid ki hasrat bahal rakh

bas men to ḳhair kuchh bhi nahin hai tire magar

bachna hai yasiyat se to vahshat bahal rakh

masti o hosh o jazb o jalal o junun o ishq

ai mere yaar koi to shiddat bahal rakh

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

neel-ahmed

Khudi Ka Raaz

Rabt Paida Ho Gaya Tha

bashir-badr

Main Kab Tanha Hua Tha Yaad Hoga

Hui Muddat Ki Ghane peD Se Jhanka Suraj

Kis Zaban Se Shikwa-E-Jaur-E-Sitam-Ara Karen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet