• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yaadon Ke Sab Rang Uda Kar Tanha Hun

Yaadon Ke Sab Rang Uda Kar Tanha Hun

fatima-hasan

yadon ke sab rang uda kar tanha huun

apni basti se duur aa kar tanha huun

koi nahin hai mere jaisa charon or

apne gird ik bhiid saja kar tanha huun

jitne log hain utni hi avazen hain

lahjon ka tufan utha kar tanha huun

raushniyon ke aadi kaise janenge

ankhon men do diip jala kar tanha huun

jis manzar se guzri thi main us ke saath

aaj usi manzar men aa kar tanha huun

paani ki lahron par bahti ankhon men

kitne bhule khvab jaga kar tanha huun

mera pyara sathi kab ye janega

dariya ki aghosh tak aa kar tanha huun

apna aap bhi kho dene ki khvahish men

us ka bhi ik naam bhula kar tanha huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

gulzar

Libas

Guman Tak Mein Na Tha Mahw-E-Yas Kar Dega

poet

Kuchh Na Kuchh Sochne Pe Hun Majbur

Koi Bhi Shahr Mein Khul Kar Na Baghal-Gir Hua

poet

Qaid Mein Rakkha Gaya Qatra to Ghaltan Ho Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet