• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hijr Mein Guzri Hai Us Raat Ki Baaten Na Karo

Hijr Mein Guzri Hai Us Raat Ki Baaten Na Karo

Sufi

hijr men guzri hai us raat ki baten na karo

aap tajdid-e-mulaqat ki baten na karo

dil ne har daur men duniya se baghavat ki hai

dil se tum rasm-o-rivayat ki baten na karo

himmaten qafile valon ki na hon past kahin

rahrav-e-gardish-e-halat ki baten na karo

chahiye josh-e-talab mere shikasta-dil ko

aise halat men sadmat ki baten na karo

zindagi aur bhi tashrih-talab hai yaaro

gham ke tapte hue lamhat ki baten na karo

kitne hi zakhm hare hain mire siine men ‘niyaz’

aap ab mujh se inayat ki baten na karo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sine Mein Mere Bojh Bhi Aur Dahka Chaman Bhi

syed-nazeer-hasan-sakha-dehlavi

Tandurusti di Khuda Ne To Naqahat Na Gai

poet

Jo Bhi Nikle Teri Aawaz Lagata Nikle

Dard Ka Shahr Kahin Karb Ka Sahra Hoga

Naqab-E-Bazm-E-Tasawwur uThai Jati Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet