• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yaad-E-Gesu-O-Qad-E-Yar Liye Phirte Hain

Yaad-E-Gesu-O-Qad-E-Yar Liye Phirte Hain

poet

yad-e-gesu-o-qad-e-yar liye phirte hain

ham kahin hon rasan-e-dar liye phirte hain

ham hain vo chak-gareban jo zamane ke liye

shauq-e-pairahan-e-zar-tar liye phirte hain

muddaten ho ga.iin us daman-e-rangin se chhuTe

aaj tak dida-e-ḳhun-bar liye phirte hain

sharm ai zom-e-masiha.i ki ab bhi lakhon

jism-e-bimar-o-dil-e-zar liye phirte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-adil

Uljhan Mein Hast-O-Bud Ki Yun Mubtala Hun Main

Dekh Qindil ruKH-E-Yar Ki Jaanib Mat Dekh

Mujhe Hazar Martaba Pukar Kar Chala Gaya

Aaankhon Mein Sitare Se Chamakte Rahe Ta-Der

Rujua Karte Hue Apne Muddaa Se Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet